Widget edited by super-bee Widget edited by de-chieka

Selasa, 25 Februari 2014

Mein agar kahoon Lyrics

Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaba mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Shokion mein doobi yeh aadayein, chehare se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein, shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal, bahoon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini

Mein agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin, na hogi kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
Tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
ohhoh tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai karwaa, tum jahan mein wahan
Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum, ya koi pari
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaban mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Comments
0 Comments

Tidak ada komentar:

Posting Komentar

kalo menurut ente, cak ana ???